Wednesday 21 September 2016

    HOW TO CHANGE WIFI PASSWORD ON                                   ANY ROUTER


Dosto welcome to the wifi ka password kese change Kare Hindi ........me


Jesa ki ham sbhi jante hai sare ADSL router ka gateway ek hi hota jo ki is prkar hai
192.168.1.1
Is address ko copy Kar len

Is gateway ko browser me paste Kare
Image dekhiye is prkar Krna hai


Fir apke samne ek Eka user name password mangti Window ayegi
Default user name admin hota hai
Aur default password , password but
Kuch router's me admin admin hota. Hai aur password bhi admin hota hai hamare pas binatone ka router hai isliye iske password password hi Hoga jo ki default hota hai to suite aage badhte hai
Type kijiye admin
Picture me dekhiye


Password me password type kijiye small letters me 

Kuch router's ke password agar apko nahi PTA ho to router ke Piche dekhiye kai bar unkeKal Piche gateway aur user name and password unkeKal Piche hi likha hota hai hai

Password dalne ke bad login button ko dabaiye
Login button dabate hi aap router ke interface page me pahuch janenge jo ki kuch is prkar dikhai Dega
Apko apne wifi ka password change karne ke liye picture me dikhai de rhe interface setup tab ko dbana hai aur interface tab ko press karte hi apko 3 options iske niche aur dikhai denge internet,lan, aur wireless

Apko wireless tab par fir se click karna hai 
Taki wifi ka password change karne ke liye sare options Khul jaye 


Iske bad ssid me name change karo 
Aur pre shared key me password 
Dal Kar save karo 
Apka password change hojayega enjoying a Nd change your password jab chahe

Aur is post ko share karna mat bhuliye 
Ho skta aap ki wjah se koi aur apna password change karne paye

Thank you 

........,........

No comments:

Post a Comment